220 volt AC se 1 3V ki led ko easly jlaya ja skta hai. Aap bina lmba circuit ke 220 ko 3 volt mai convert kar skte ho LED ko direct glow kra skte ho.
Yha mene ek bhut hi simple way mai 3V 20mA ki LED ko glow krane ke liye full detail di hai, or sath mai formula bhi diya hai.
Circuit bnane ke liye aapko Resistor & LED ko aaps mai serise mai connect krna hoga. Yha App Reisistor ko LED ke kisi bhi termminal mai add kar skte ho, DC circuit mai LED ka +ve and -ve dekha jata hai but AC mai khi pe bhi connect kiya ja skta hai....
Jese hi AC supply se connect kiya jata hai LED ON ho jati hai.
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Yha mene ek bhut hi simple way mai 3V 20mA ki LED ko glow krane ke liye full detail di hai, or sath mai formula bhi diya hai.
(1). LED with Direct AC 220 V |
Simple circuit - Yah circuit bnane ke liye apko 3 cheeje chahiye. Jesa ki upper circuit diagram mai diya hai..
- LED 3V 20mA (jyadtar general purpuse LED isi rate mai hoti hai)
- Resistor 10K Ω - 12K Ω ke beech mai koi bhi.
Circuit bnane ke liye aapko Resistor & LED ko aaps mai serise mai connect krna hoga. Yha App Reisistor ko LED ke kisi bhi termminal mai add kar skte ho, DC circuit mai LED ka +ve and -ve dekha jata hai but AC mai khi pe bhi connect kiya ja skta hai....
(2). LED direct with AC |
Jese hi AC supply se connect kiya jata hai LED ON ho jati hai.
Formula: We can find R value using this formula
Here
Vac = 220 volt
ILED = 20mA = 0.02A
So
R = (220-3)/0.02
R = 217/0.02
R = 10850 Ω = 10.85K Ω
10.85K Ω yah value market mai nhi milti hai to app iske nearest koi bhi value use kar skte hai. usse koi problem nhi ayegi. Mere pass 10.85K Ω nhi tha isliye mene ye experiment 10K Ω se kiya.
Here
Rwatt = 0.02x0.02 x 10,000 Ω
Rwatt = 4 Watt
Aap 4 Watt pe yah bhut achha kam krega or long time tak chlega. If you don't have 4watt resistor you can use its nearest value.
You can use 1N4007 Diode in series of LED with resistor to make it more better
Application :-
- As a power indicator
- Emergency requirement
- As a Power tester etc.
Also read
Please share my post link and Follow
Thank you very much
No comments:
Post a Comment