Drone (ड्रोन ) ek parkar ka udne wala Robot (Flying Robot) hai. Drone ko Flying Robot bhi kha jata hai. Drone Technology ki ek research hai.
(1) Drone |
Aajkal pure world mai Drone ka use kiya ja rha hai. India bhi drone bnane mai pichhe nhi hai. Present time mai India mai Drone ka use kafi kiya ja rha hai. India Robotics or Drone bnanne kafi aage hai.
Nicche line mai Drone ke bare me step by step diya gya hai jese Drone ke parkar, Drone ka use, working of Drone etc.
(2) Flying Drone |
Nicche line mai Drone ke bare me step by step diya gya hai jese Drone ke parkar, Drone ka use, working of Drone etc.
Construction and Working of Drone :
Drone ek Udnne wali Machine hai, Drone ho ya Robot ho dona ka unke size or shape se koi lena dena nhi hota hai. Drone Ko ko kisis bhi size mai bnaya ja skta hai.
Drone ka nirmad mai Uske mechanical part ko halke materials (Fiber) se bnaya jata hai. Udne ke liye isme 4 se 8 Fan lge hote hai. Eske Control ke liye Electronics Circuit bnaya jata hai, or uska ek complete Embedded system bnaya jata hai.
power ke liye isme DC battery ka use kiya jata hai. Drone ka embedded system bnane ke liye Electronics hardware or Software bnaya jata hai. Software ke liye isski programing ki jati hai jo generally C, C++, Java, Python etc. language mai hoti hai.
(4) Remote Control Drone |
Jiss application (उपयोग ) ke liye drone ko bnaya jata hai. Usske hisab se usme physical parts add kiye jate hai.
For Example - Sadiyo (विवाह ) mai ajkal jo drone use kiye ja rhe hai, usme ek Achha Camera lgaya ja skta hai.
Video recording ke liye usme memory bhi hoti hai. Sadiyo me video recording ke liye use hone wale drone ko ek Remote controller dvara control kiya jata hai.
Uski udne ki range around 100 - 300 meter tak hoti hai.
General Drone ka pura control uske remote controller par hota hai. Remote controller se drone ko uddne ke liye ek signal diya jata hai.
Tab drone ke Fan ek direction me ghoomne lagte hai or drone udne lgta hai.
Isi parkar drone se uske properties ke according work kraya jata hai.
also read :::
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.

Types of Drone : Applications ke adhar par drone generally do parkar ke hote hai.
(1) General Drone
(2) Advance Drone
(2) Advance Drone
Physical shape, size or working ke adhar par drone nimn parkar ke hote hai -
- Multi rotor Drone
- Fixed wing Drone
- Single rotor Helicopter
- Fixed wing hybrid VTOL
- Micro to Large Drone
(5) Micro Drone |
General Drone (सामान्य ड्रोन ) :
Ye generally drone 4 fan (Quadcopter) vale hote hai. Ye drone price me saste hote hai. Iss parkar ke drone ko uddane ke liye कानून bhi samany hote hai.
In drone ko 100 se 300 meter ki height tak udaya ja skta hai or lagbhag 1 km tak udaya ja skta hai. Is Drone ko Ek Remote Controller ki help se udaya jata hai.
Sadiyo me use hone wale drone ko bhi General drone kahte hai. Ye Drone small or Medium size ke ho sakte hai. Inko assani se khreeda ja skta hai ye online sopping site jese - Amazon, Flipkart etc. mai bhi available hai. Ye drone Micro size se lekar Large size mai bhi world mai available hai.
Use of General Drone :
(7) Home Delivery of Goods |
- Picture capture and Video recording
- Entertainment purpose like Racing drone
- Agriculture
- Toys
- Home Delivery
- Inspection
Advance Drone (अग्रिम ड्रोन ) :
Ye drone Smart hote hai. Kuki inme kafi smart features hote hai jese - GPS, GSM, Sensors, Camera, Memory, High speed, flying Ranging, Strong, Automatic function, Wireless, etc.
In Drones ko without licence ka koi bhi nhi uda skta hai. Specially is parkar Drone sirf Government Organization ( Defense, Rescue, Police Inspection, Science and Research, Health care etc.) hi use kar sakti hai.
In drone ki speed and flying height kafi jyada hoti hai. Ye drone Radar ki pakad me bhi nhi aate hai.
(8) Military Drone |
Use of Advance Drone :
- Defence or Military
- Area mapping
- Science and Research
- Land Development and Construction
- Security And Monitoring
- Search and Rescue Emergency
- Weather Forecasting
- Mining
- Telecommunication
- Health care
(9) Picture Capturing via Drone |
also read :::
Radiation क्या होता है ?
Electronics क्या है ?
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Thank you very much
No comments:
Post a Comment