Showing posts with label Mobile Radiation. Show all posts
Showing posts with label Mobile Radiation. Show all posts

Saturday, December 8, 2018

Mobile Radiation

Mobile Radiation nam sunte hi log confuse ho jate hai, or kuchh log bolte hai ki esa kuchh nhi hota hai. Par friends Radiation bhut bdi problem hai,   ye dheere - dheere hmari body ko bimariyo ka ghar bna rha hai, or sath hi useful bhi hai. Useful isliye hai kuki iska use different Technologies mai kiya jata hai.


Mobile radiation formula , www.electronicsandtechnology.com
(1)  Radiation

Friend vartman samay  mai Mobile radiation (विकीरण ) ka shikar duniya har ek aadmi hai, adami hi kya duniya sbhi jeev jantu bhi radiation ka shikar ban rhe hai.


Dial   *#07#   with your phone and Check your Mobile Phone Radiation Value 
App Apne Phone ka Radiation level Check kar sakte ho, Check karne ke liye Dial Kijiye 
*#07#    bss intan dial karne par apke Phone ka radiation level show ho jayega. Display me SAR (Specific Absorption Rate ) value dekh kar apne phone ka radiation ka pta kiya ja skta hai, Ye   har kisi ko jroor karna chiiye.


Note -  Radiation ya SAR ka Level 1.6 se jyada nhi hona chiyye. 1.6 se jyada ka radiation bhut hi Danger hota hai

It should not be greater than 1.6


Radiation kya hai detail mai pdhe

Friends agar app is post ko End tk pdhege to apko jroor khusi milegi,  Iss post mai Mobile radiation ke bare me step by step or image ke madhaym se smjhaya gya  hai. 

Please read it with attention - 


Mobile tower and Mobile Communication
(2)  Mobile Tower
Present time mai esa koi bhi insan nhi hai jo mobile use nhi karta ho. Har kisi ke hath mai ya pocket mai mobile phone rhta hai, blki  24 houre  mobile phone insan ke sath rhta hai. 
Funny ki bat ye hai ki aajkal insan 😀 Toilet me bhi mobile phone ka use kart hai. Chalo ab hmm bat karte hai Mobile Radiation ki.

Jab ham kisi ko call karte hai to hmari call ek second ke andar hjaro kilometer door tk bina kisis rukawat ke phuch jati hai. Or hmm ek doosre se hjaro kilometer door par hone par bhi non stop bat kar skte hai. 

Transmission of Mobile Radiation - 

Jab hmm apne phone se kisi se bat karte hai to hmari  uss avaj (audio signal) ko, mobile ke andar lge Mic (Microphone)  ke dvara  usko Electrical signal me convert kar liya jata hai. Pir us electrical signal ka Modulation karke ( siganl ko around Mega Hertz  ki frequency) usko Electromagnetic signal me convert kar liya jata hai. Ye function mobile phone ke andar bne electronic circuit me kiya jata hai. Is Electromagnetic signal ko hi Radiation kahte hai.
(3)  Radiation around us
Ab us signal ko mobile ke andar bne Antenna ki mdatt se space me Radiate kar diya jat hai. Iss signal ko hmare Njdeeki Tower ke GSM Antenna  (Base Station) dvara receive kiya jata hai,  or uss siganl ko amplify karke uss mobile phone user ko transfer ( Agar reciver hmm se njdeek area mai hoga to) kar diya jata hai jisko ham call karna chahte hai.
Everyone use Mobile phone and generates radiation
(4) Mobile and Radiation

Agar Call recive karne vala user bhut door hota hai to ek Tower (base station) dusre tower ko or doosra Tower (Base Station) teesre tower ko signal pass krte hai,  iss parkar kai base station milkar signal (Radiation) ko Transfer karke destination (jisko hm call krna chahte hao) tk phucha dete hai.

Ek Base station se doosre Base station ko jo signal transfer kiya jata hai ya to Optical Fibre se transmit ki jati hai ya phir Tower mai lage Microwave Antenna se. Microwave antenna me microwave use ki jati hai jiski Frequency bhut jyada lgbhag 30 G hz se 300 G Hz. Ye bhut danger signal hota hai in signals ke karn asman me ud rhe Birds ki death ho jati hai. 

Ye poori process itni speed se hoti hai ki kuchh Seconds me hmari call ek Location se doosre location tk phuch jati hai or Doora user ka phone uss Signal ko accept karta hai, or Uss signal ka Demodulation ( Electrical signal ko Avaj ya Audio signal mai convert krna) karta hai. Or Mobile me lage Speaker ke dvara avaj ko sun lete hai. 
Same usi parkar doosre user ki avaj bhi phle user tk phuch jati hai.
Iss pure communication mai 2 frequency kam krti hai ( Up-link and Down-link) Ek hmare phone se doosre ke phone me jati hai or ek doosre phone se hmare  phone mai ati hai.
Concepts Of Mobile Communication and Radiation
(5) Mobile Communication
Hmm Jis Frequency ki bat kar  rhe hai vo hi Hai Radiation ya Electromagnetic wave.
Par Question ye hai ki Mobile radiation se hmare health ka kya lena dena........................................

Vo isliye kuki Electromagnetic signal Electric Field or Magnetic field se bna hota ahi. Iss Signal mai Positive or Negative charge  hota hai. Or apne raste mai ane vale kisi bhi chij ko effect karta hai. Sath hi signal bhi week hone lgta hai. par iss signal mai aye 
Beautiful view but radiation problem
(6)  Mobile Tower 
distortion ko kisi booster dvara strong kar liya jata hai.
Hmm sbhi jante hai ki 1 second mai lakho log mobile phone mai bat karte hai or  lalho- krono, mai Signal nikalta hai mtlab radiation nikalta hai. Apne  marg me ane vali chijo se tkrata hai to unhe effect krta hai.


Radiation kya hai detail mai Pdhe 


Kuki Jeev- Jantuo ki body mai blood hota hai or blood mai iron hota hai jo ki electric signal ka suchalk (Conductor) hota hai. Ab radiation hmare blood se recombination karta hai jisse hamare blood presser mai effect bdhta hai. Ji karn heart se related problem ho skti hai,
Sath hi hmara mind ko effect karta hai kuku mind kafi sensitive hota hai, or mind me krodno me cells hote hai ttha body ke har parts mind se jude hote hai, or mind apne aantreek gtividhiyo v ek natural treeke se kisi signal ke madhyam se body ke har parts ko control karta hai. Mobile Radiation signal hmare mind ke signal ke sath interface karta hai jisse mind me effect pdhte hai. 


Same usi parkar internet se connect hone par bhi radiation nikal hai, Wi-Fi, Bluetooth, ye sabh wire less Technology hai inka use krne par radiation utpann hota hai. Iss parkar radiation hmari body mai different treeke ke effect dalta hai. Jiss vjahh se body mai Alag alag treeke ki bimariya utpann ho skti hai.
Radiation is every where, also in Jungle
(7) Radiation is everywhere

Effect of Radiation in Human According to Research 


1. Brain Cancer  

 2. Head attack
Mobile Radiation will be responsible for Brain cancer
(8) Mobile effect in Brain

3. Blood pressure

4. Sleeping problem

5. headache 

6. Depression                    
Headache problem case of Radiation
(9) Headache problem 

7. Distress 

8. brain memory 

9. Eyes problem

Rescue for Radiation - 

1 -   Anti- Radiation                                   
Sleeping problem case of Mobile radiation
(10)  Sleeping Problem

2 -   Reduce use of Mobile phone

3. -  Don't take mobile bellow pillow 

4. -  Take away to the mobile when sleeping.

5. -  Don't use Mobile when charging.          
Depression problem due to electromagnetic Radiation
(11) Depression

6. - Away to the mobile Phone from the children

7. - Drink more clean water

8.- Use anti- radiation product

9. - Switch Off the data, Wi-Fi, bluetooth, when no need etc.



(12) Mobile Radiation














Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.




Thank you very much