Iss post mai embedded system mai use hone wale communication protocol ke bare mai detail mai smjhaya gya hai. We know that, embedded system hardware and software ke combination se bna huaa electronics system hai jo kisi particular job ko krne ke liye bnaya jata hai.
Embedded system mai different types ke devices or Electronics components (Microcontroller, sensor, display etc.) hote hai jinko aapas mai data ka aadan - pardan krane ke liye kuchh rules hote hai, in rules ko hi communication protocol kahte hai.
PIR sensor or Motion sensor with Arduino code
Basically embedded system mai serial communication ka use kiya jata hai. Parallel communication mai sbhi data line ke liye alag- alag wire ka use karna pdhta hai, jisse system ki cost kafi bdh jati hai. Isliye embedded system serial communication ka use kiya jata
Embedded serial communication 2 category ke hote hai.
1. Inter system protocol
2. Intra system protocol
Inter system protocol - Computer or processor, Microcontroller development board (Arduino, Nuclio, ) ke beech hone wale data communication ko inter system protocol kahte hai.
Inter communication protocol nimn parkar ke hote hai.
1. USB (Universal Serial Bus)
2. UART (Universal Asynchronous Receiver/Transmitter)
3. USART (Universal Synchronous Asynchronous Receiver/Transmitter)
USB protocol - USB mai basically 4 wires hoti hai but data transfer ke only 2 wire ka use hota hai jo ki data positive and data negative hoti hai. USB communication mai data packet ke roop mai transfer kiya jata hai. Yah ek serial communication protocol hai.
UART - UART ek serial communication hai. Iska main purpose Data ko transmit or receive krna. Ye ek easy protocol hai. Isme devices ke beech data transfer ke liye only two wire (Tx, Rx) ka use hota hai.
UART- mai only do device hi kam kr skti hai means 1 master and another slave. Usually iski speed 96000 baud (bit per second) hoti hai.
USART - Universal Synchronous Asynchronous Receiver Transmitter ek serial communication interface protocol hai. USART serial port se RS232 ko data ka communication karta hai.
Intra system protocol -
PCB board mai mount components (microcontroller, Sensor, display etc.) ke beech hone wale communication ko intra system communication protocol kahe hai.
Intra communication protocol mai use hone wale important protocol nimn hai.-
1. I2C (Inter Integrated Circuit)
2. SPI (Serial Peripheral Interface)
3. CAN (Controller Area Network)
I2C Communication Protocol
Is protocol mai theoretically multi master or 1008 slave connect kiya ja skata hai. Yah ek serial, synchronous protocol hai. I2C half duplex mai kam krti hai.
CAN Communication Protocol -
Is communication protocol mai sbhi devices common connection ke sath jude rhte hai. Basically CAN protocol ka use automobile mai automation ke liye kiya jata hai. CAN protocol ek high speed protocol hai. Yah half duplex mai kam krta hai.
(1). Embedded system protocol (Electronics & Technology) |
Embedded system mai different types ke devices or Electronics components (Microcontroller, sensor, display etc.) hote hai jinko aapas mai data ka aadan - pardan krane ke liye kuchh rules hote hai, in rules ko hi communication protocol kahte hai.
PIR sensor or Motion sensor with Arduino code
Basically embedded system mai serial communication ka use kiya jata hai. Parallel communication mai sbhi data line ke liye alag- alag wire ka use karna pdhta hai, jisse system ki cost kafi bdh jati hai. Isliye embedded system serial communication ka use kiya jata
Embedded serial communication 2 category ke hote hai.
1. Inter system protocol
2. Intra system protocol
Inter system protocol - Computer or processor, Microcontroller development board (Arduino, Nuclio, ) ke beech hone wale data communication ko inter system protocol kahte hai.
Inter communication protocol nimn parkar ke hote hai.
1. USB (Universal Serial Bus)
2. UART (Universal Asynchronous Receiver/Transmitter)
3. USART (Universal Synchronous Asynchronous Receiver/Transmitter)
USB protocol - USB mai basically 4 wires hoti hai but data transfer ke only 2 wire ka use hota hai jo ki data positive and data negative hoti hai. USB communication mai data packet ke roop mai transfer kiya jata hai. Yah ek serial communication protocol hai.
(2). USB Communication |
UART - UART ek serial communication hai. Iska main purpose Data ko transmit or receive krna. Ye ek easy protocol hai. Isme devices ke beech data transfer ke liye only two wire (Tx, Rx) ka use hota hai.
(3). UART Communication |
1 | Communication mode | Serial, Asynchronous |
2 | Duplex mode | Full or simplex |
3 | Baud rate | Usually 96000 |
4 | Wire use | 2 (Rx, Tx) |
5 | Max. Master, Slave | 1,1 |
USART - Universal Synchronous Asynchronous Receiver Transmitter ek serial communication interface protocol hai. USART serial port se RS232 ko data ka communication karta hai.
Intra system protocol -
PCB board mai mount components (microcontroller, Sensor, display etc.) ke beech hone wale communication ko intra system communication protocol kahe hai.
Intra communication protocol mai use hone wale important protocol nimn hai.-
1. I2C (Inter Integrated Circuit)
2. SPI (Serial Peripheral Interface)
3. CAN (Controller Area Network)
I2C Communication Protocol
Is protocol mai theoretically multi master or 1008 slave connect kiya ja skata hai. Yah ek serial, synchronous protocol hai. I2C half duplex mai kam krti hai.
(4). I2C Communication |
.
I2C mai 2 data line SDA or SCL hoti hai jine hmesa ek resistor se pull-up rkha jata hai.
Generally Pull-up resistor ki value 4K7 hoti hai.
1 | Communication mode | Serial, Synchronous |
2 | Duplex mode | Half duplex |
3 | Baud rate | 100 KBPS - 5 MBPS |
4 | Wire use | 2 (SCL, SDA) |
5 | Max. Master, Slave | Multi, 1008 |
SPI Communication Protocol -
Is protocol mai one master or multi Slave hote hai. Mtlab microcontroller ek SPI port se hm mult devices connect kar skte hai.
Isme 4 wires ka use kiya jata hai, jnme se 3 wire (SCL, MISO, MOSI) sbhi slave devices ke liye common hoti hai or sbhi slave devices ko ek- ek wire se or connect kiya jata hai vo hai Chip Select pin , Chip select pin Microcontroller ki koi bhi GPIO pin ho sakti hai. Yah ek fast communication protocol hai.
1 | Communication mode | Serial, Synchronous |
2 | Duplex mode | Full duplex |
3 | Baud rate | Up to 10 MBPS |
4 | Wire use | 4 (MISO, MOSI, SCK, CS) |
5 | Max. Master, Slave | 1, Multi |
(5) SPI Communication |
CAN Communication Protocol -
Is communication protocol mai sbhi devices common connection ke sath jude rhte hai. Basically CAN protocol ka use automobile mai automation ke liye kiya jata hai. CAN protocol ek high speed protocol hai. Yah half duplex mai kam krta hai.
1 | Communication mode | Serial, Asynchronous |
2 | Duplex mode | Half duplex |
3 | Baud rate | 125 KBPS- 1MBPS |
4 | Wire use | 1 (Can bus) |
5 | Max. Master, Slave | Multi, Multi |
Also read
First Microprocessor of India
Electronics क्या है ?
Sensor
Different types of Measuring instruments
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Sensor
Different types of Measuring instruments
Please share my post link and Follow
Thank you very much