(1) Radiation VS Human |
(2) Danger Symbol of Radiation |
Is post mai Radiation ke bare mai details me btaya gya hai, sath hi radiation se bchne ke upay bhi btaya gya hai
Please read it with attention
Radiation ko hindi mai - विकिरण कहते है.
Radiation energy (ऊर्जा ) ka vah roop hai jo Vatavarn mai तरंगो ke roop mai ghoomte rhta hai. In trango ko Electromagnetic waves kahte hai.
Radiation ka doosre nam jo ham daily use krte hai -- Signal, Network, Data etc.
Radiation Can be defined as emission or transmission of Electromagnetic waves or particles through airs or materials.
Figure(3) mai Electromagnetic wave ki frequency ka spectrum diya gya hai, jise Zoom krke app achhe se study kar skte ho. Radiation Natural or Artificial dono ho skta hai.Vo ham nivhe lins me Discuss krenge.
Electromagnetic radiation :
- X-rays (X- Ray Machine)
- Gamma (Radio active element )
- Radio waves ( Mobile phone se nikle wala radiation)
- Micro waves ( Mobile Tower se nikalne wala radiation)
- Ultraviolet (Sun)
- Infrared (TV remote se niklene wala radiation)
- Visual light (Sun)
(4) Digital Storage Oscilloscope |
Note - Gamma radiation ki frequency Sbse jyada hoti hai = 10^19 (10000000000000000000) Hertz. ye kisi bhi vastu ke aar par ho jati hai.
Particles Radiation :
- Alpha rays (α - ray)
- Beta rays (β - ray)
- Neutrons radiation
Gravitational Radiation : Yah Radiation Mhari Dharti (Earth) ki antrik gtividiyo se utpann hota hai.
Speed of Electromagnetic radiation in space = 3.00 x 108 m/s
What is Mobile Radiation
Upper di gyi sbhi Electromagnetic radiations ka use alag - alag -alag Technology me kiya jata hai.
Electromagnetic wave - Electric field and Magnetic field dono ke combination se bni hoti hai. Present time me Electromagnetic wave ka sbse jyada use information (Data) ko ek jagah se doosri jagah ko transfer krne ke liye kiya jata hai. Figure(5) me electromagnetic radiation ko dikhaya gya hai.
i.e Radiation space me light ki speed me travel karta hai
Radiation utpann krne wale manav nirmit tatv (Elements):
Mobile phone, Computer, TV, Remote, Mobile tower, Wi-Fi, Bluetooth, Networking devices, Oven, Musical system, Radio, FM, Medical instruments, Satellite, Radar, Nuclear power plant, All electronics and communication devices etc.What is Mobile Radiation
Upper di gyi sbhi Electromagnetic radiations ka use alag - alag -alag Technology me kiya jata hai.
Electromagnetic wave - Electric field and Magnetic field dono ke combination se bni hoti hai. Present time me Electromagnetic wave ka sbse jyada use information (Data) ko ek jagah se doosri jagah ko transfer krne ke liye kiya jata hai. Figure(5) me electromagnetic radiation ko dikhaya gya hai.
Headache, Brain Cancer, Heart problem, Blood Circulation, Chidcida pan, Gussa, Depression, Need na ana, Weakness, Eyes problem, kam karne mai man na lgna etc.
Radiation ke vinaskari parbhav world ke sbhi jeevo me pdhta hai, kuki vatavaran me radiation ka jal bna hai Sbhi jeev jantu radiation ke sikar hote ja rhe hai. Chote - chote Pakshyiyo (Birds) ki to radiation ke sampark me aane apr jan chale jati hai. Halaki radiation ke upper pure world me research chal rhi hai. Umeed karte hai ki iska koi achha solution nikal jaye.
Radiation se Bchane ke Upaay :
- Market mai Radiation se bachne ke liye Anti- Radiation product available hai. Anti- Radiation bechne valo ka dava hai ki anti-radiation product ko sath me rkhne se vo hmare body ke radiation ko absorb kar leta hai. Jisse hmare body par uska parbhav nhi padhta hai;
- Hme Mobile phone ka use kam se kam krna chahiye,
- Body mai water ki kami nhi hone dena chahiye,
- Nuclear Power plant mai work krne wale Employees ko Ani- Radiation Card diya jata hai etc.
Dear reader mera agla post Mobile Radiation ke bare me hoga, app use bhi jroor padhana.
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Thank you very much