USB cable bhut hi useful cable hai, Is post mai USB ke bare mai detail mai btaya gya hai jese - USB ka construction, USB ki working, USB ka full form, USB ke use etc. Is post ke niche Social media ka option diya hai please vha se like or share kre. Please read this post with attention.
USB - Iska full form Universal Serial Bus hai. Iska use Data (information) or Power supply ko transfer karne ke liye kiya jata. Yah Data or Power supply ke liye Bus ka kam karti hai jo Data ko ek device se doosre device tak le jati hai.
Construction of USB Cable -
USB number of wire ke hisab se 2 trah ki hoti hai.
Ek achhi USB ki charo wire me conduction ke liye copper ki wire ka use kiya jata hai.
4 wires wiali USB ka use Data transfer ke liye kiya jata hai sath hi power supply ke liye bhi iska use kiya jata hai. ise White V Green wire ke madhyam se data transfer hota hai or Red V Black wire Power supply pradan karta hai.
Iski pins ki numbering is parkar hoti hai -- 1st for positive power supply, 2nd for data positive, 3rd for data negative and 4th for ground. iska use krte time ye bat dhyan rkhna chiyye ki iski pin ki counting front side se kar rhe ho. back side se counting krne par iski pins ki position ulti ho jati hai. figure ke madhaym se app ise right way se smjh skte ho.
NOTE -
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Thank you very much
USB - Iska full form Universal Serial Bus hai. Iska use Data (information) or Power supply ko transfer karne ke liye kiya jata. Yah Data or Power supply ke liye Bus ka kam karti hai jo Data ko ek device se doosre device tak le jati hai.
(a) USB |
Construction of USB Cable -
USB number of wire ke hisab se 2 trah ki hoti hai.
- 4 wires wali
- 2 wires wali
- Red
- White
- Green
- Black
2 wires wali cable me 2 wires -
- Red
- Black
(b) Wiring of USB |
(c) Power supply USB with 2 wires |
For Example - computer se Mobile Phone me
( 💻➡️📱) Koi Pictures, Videos, Documents file ko transfer karna.
2 wires wali wire se data ka transfer nhi kiya ja skata hai kuki usme data ki wires hoti hi nhi hai. Iska use sirf 5 volt ki power supply ke liye kiya jata hai.
For example - Phone Charger cable.
USB Female Port - USB me jha se power supply ya data liya jata ha ya se jha power supply ya data diya jata hai us port ko USB ka female port khte hai.
Figure(D) me USB female port ya USB Jack diya gya.
(d) USB |

Identify to the pins of USB Female Jack -
Iski pins ki numbering is parkar hoti hai -- 1st for positive power supply, 2nd for data positive, 3rd for data negative and 4th for ground. iska use krte time ye bat dhyan rkhna chiyye ki iski pin ki counting front side se kar rhe ho. back side se counting krne par iski pins ki position ulti ho jati hai. figure ke madhaym se app ise right way se smjh skte ho.
(e)10mm USB jack |
NOTE -
- ek achhi quality ki USB use mai hone wali wires achhii quality ki honi chahiye
- wires ka resistance bhuut hi cam hona chiiye.
- Low quality ki USB me wire ka resistance jayada hone ke karn vh Voltage ka drop kr deti ha jis karn hmara equipment proper work nhi karta hai.
- USB ke sare metal parts achhi quality ke hone chahiye.
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Thank you very much
Niche ek electronics ki book di gyi ye amazon me available, shop now pe click krke isse amazon se online buy kr skte hai.