Hello friends agar aap Online Recharge, Online Money Transfer, Online Bill Payment krne ke liye koi bhi App (ऐप ) use kar rhe ho jese - Phone pe, Paytm, Google pay etc. to apko iski security or processing ko jaroor pdhna chahiye nhi to apko bhut bda nuksan ho skta hai.
Friends mai khud Online Payment Apps ka use krta hu or inki security ko bhi janta hu jo mai app ko bhi btauga.
Friends wese to ye Apps bhut useful hai. Ye Apps Digital India ke tahat kafi upgrade hue hai or yah ek smart technology (UPI technology) hai. Jab se mai in Apps ka use kar rha hu tab se mai banking, bill payment, recharge etc. ko apne mobile phone se easily kar leta hu jisse time bhi kafi save ho jata hai.
Friends inn Apps ko vo har insan use kar skta hai jiske pass 1 Authorised Bank account and Mobile Number ho. But aap usi mobile number ka use kar skte hai jo ki bank ke sath link ho.
Also read
Cell phone ko overheat hone se kese bchaye
Full for of OTP, HTTPS, WWW, PIN etc
Different types of measuring instruments (मापन यंत्र )
Technical Short form and Full Form
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Friends mai khud Online Payment Apps ka use krta hu or inki security ko bhi janta hu jo mai app ko bhi btauga.
(1).Security of online Payment apps |
Friends wese to ye Apps bhut useful hai. Ye Apps Digital India ke tahat kafi upgrade hue hai or yah ek smart technology (UPI technology) hai. Jab se mai in Apps ka use kar rha hu tab se mai banking, bill payment, recharge etc. ko apne mobile phone se easily kar leta hu jisse time bhi kafi save ho jata hai.
Friends inn Apps ko vo har insan use kar skta hai jiske pass 1 Authorised Bank account and Mobile Number ho. But aap usi mobile number ka use kar skte hai jo ki bank ke sath link ho.
But friends is technology mai online Fraud (ठगी ), Hacking cheating ke cases market mai bdhne lge hai. To apka account hacking se bchane ke liye kuchh important tips di hai jisse apka account secure rhega or App bina problem ke payment kar sakte ho.
Also read :- Mobile Radiation kya hai, Iske kya nuksan hai
7 Important Tips For You:-
(1). Play store mai bhut sare Online Payment Apps mil jayege but app authorised Apps hi use kare jese- PhonePe, Paytm, Google Pay. Ye apps fully authorised hai.
(2). Kisi bhi unknown person ki help se apna account in Apps ke sath add na kare. Kuchh fraud call krke lalch dene ki kossi krte, inke lalch me bilkul na aye.
(3). In Apps mai do trah ke pin use hote hai MPIN and UPI PIN. App in pin ko secret rkhiye. Jab bhi app koi payment kro dhyan rkhiye khoi dekh na rha ho.
(4). Apna UPI PIN or OTP kisi ke sath share na kre, ye dono pin sirf app ke phone mai app ke liye hota hai doosra koi mage to turant report kre. Dhyan rkhna agar apse koi bhi person OTP ya UPI pin mage to app smjh jaye koi fraud kar rha hai.
(5). Ese kisi bhi link mai click na kre jo ki HTTPS:// se start na ho agar apne link mai click kar bhi diya to app apni koi bhi information feed na kre. Agar vha pe kuchh allow krne ke liye pooche to bilkul nhi krna hai.
(6).Social media mai kuchh fraud log apse bat krne ki kosis karte hai or apki account se related information lene ki kosis karte hai Please inko koi bhi information na de.
(7). Agar apka koi business hai ya app koi shop keeper hai or app QR code (Quick Response code) ke through Payment receive karte hai to dhyan de ki sender jo payment received slip dikh rha hai vo ajj ki date ki ho or app ke account nam se ho. Kuki kuchh log purani date ki received dikha dete hai.
Friends agar app upper di hui sbhi bato ka palan krege to aapka Account koi bhi hack nhi kr skta hai. Or itna kam to har kisi ko krna bhi pdhega. In tips ko follow ki jiye apka account 99% secure rhega.
Kuki friends ajakl sare kam smart or digital treeke ke se ho rhe hai or crime krne wale Technology ka galt use kar rhe, isliye aap alert rhiye or technology ka use kijiye par legal treeke se.
Note - Friends agar App abhi tak Online Payment App use nhi krte hai or App use krna chahte hai to mene niche Paytm, Phone pe and Google pay ka secure link diya hai yha se app easily Apps ko download kar skte hai.
Phone pe - https://phon.pe/ru_raje1ec29
Google pay - https://g.co/payinvite/d2h03f
Cell phone ko overheat hone se kese bchaye
Full for of OTP, HTTPS, WWW, PIN etc
Different types of measuring instruments (मापन यंत्र )
Technical Short form and Full Form
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Please share my post link and Follow
Thank you very much