Apne Smart Phone ko garam hone se kese bchaye - Smart phone ke garm (heat) hone ke peechhe kuchh technical reason hote hai. Mobile phone ek electronic machine hai or koi bhi machine kam krti hai to heat jroor produce karti hai. Mobile phone ke heat ko kam kiya ja skta iske liye aap ko kuchh chije dhyan mai rkhi hogi.
Is post mai Phone ko heat hone se bchane ke successful trick di gyi hai.
Mobile phone - Hardware & Software dono ke combination se bnna hua ek electronics hai. Mobile ke main part - jese - Processor, IC, Memory (RAM, ROM), etc. hote hai ye part semiconductor (अर्धधातु ) ke bne hote mai. Semiconductor se bna koi bhi component heat generate karta hai.
Mobile phone heat kab or ku hota hai (when or why over Phone overheat) :
Internet mai work krte time phone charge krna ya online game khelna
Charging ke time mai phone mai kam krna
Direct sun light (धुप ) mai phone mai work krna
Phone mai Local battery ka hona
Is post mai Phone ko heat hone se bchane ke successful trick di gyi hai.
(1) Heating of Smart Phone |
Mobile phone - Hardware & Software dono ke combination se bnna hua ek electronics hai. Mobile ke main part - jese - Processor, IC, Memory (RAM, ROM), etc. hote hai ye part semiconductor (अर्धधातु ) ke bne hote mai. Semiconductor se bna koi bhi component heat generate karta hai.
Mobile phone heat kab or ku hota hai (when or why over Phone overheat) :
(2) Hardware parts of Smart phone |
Also read
Successful solution to prevent Mobile phone from Overheating (Phone ko Overheat hone se bchane ke successful upay) :
- Don't leave your smart phone for Charging to long time ( Phone ko jyada long time ke liye charge mai lgaye nhi chodna chahiye).
- Phone charging ke time mai Phone mai koi bhi kam nhi karna chahiye.
- Jis time Internet mai kam nhi kar rhe ho us time Phone ka data OFF karke rkhna chahiye.
- Phone ko direct sunlight mai jyada der tak nhi rkhna chahiye.
- Phone mai Local Battery or Charger ka use nhi karna chahiye.
- Jin Apps or Application ki need na ho unhe phone se uninstall kar dena chahiye.
- Phone mai ese App nhi rkhne chahiye jo jyada memory storage ke ho.
- Phone mai jyada Game apps ke run karne se phone ki processing kam ho jati hai or phone hang bhi karne lgta hai jisse Phone heat ho jata hai. To ye bat bhi dhyan rkhna chahiye.
- Phone ko Garments bhi heating karte hai, isliye phone ko sofa mai nhi rkhna chahiye. Table or flat surface mai rkhna better rhta hai.
Also read
Electronics क्या है ?
Radiation क्या है ?
Electronics Companies in India
Mobile Payment Apps Use Krne Walo Ke liye Jroori Sawdhaniya
Please share my post link
Thank you very much