Friends shakti (शक्ति ) microprocessor Indaia ka khud ka microprocessor hai. Shakti is a made in India. Shakti microprocessor ko Indian Insititude of Technology Madrash (Channi) ne December 2018 ko bnaya.
India ke pass isse pahle koi bhi Microprocessor nhi tha.. Yah India ka first microprocessor hai.
Ajtak India microprocessor ko videsh se khreedta tha. Lekin ab iss problem ka solution IIT madrash ke Engineers ki team ne nikal liya gya hai.
Also read
Electronics क्या है ?
Radiation क्या है ?
Electronics Companies in India
Useful technical short form and full form
Mobile Phone ko heat hone se kese bchaye
Dear readers if you have any question and suggestions related to my any post or My site (Electronics & Technology) so you can leave message in comment box. I will try to give answer of your questions in short time.
Please share my post link
India ke pass isse pahle koi bhi Microprocessor nhi tha.. Yah India ka first microprocessor hai.
(1) Indian First microprocessor Shakti |
Shakti ko Chandigarh mai ISRO ki semi - conductor Lab mai manufacture kiya gya.
Feature Of Shakti Microprocessor :-
- Yah RISC -V Technology par bna hai.
- Iski designing ISA (Instruction Set Architecture) par kiya hai.
- Yah processor 180 nm ka hai.
- Shakti ki family ko 3 bhago mai dived kiya hai.
- The Base Processors
- The Multi-Core Processors
- Experimental Processors
current mai shakti microprocessor ki frequency 200 Mhz - 250 Mhz hai.
Application area of Shakti Microprocessor :-
Shakti Microprocessor ka use, Mobile Phone , Camera, Automation, Home appliances, Robotic, Measurements instruments etc. mai kiya jaygae . Shakti ki help se controlling ke liye anek parkar ke Embedded system bnaye ja skte hai.
Also read
Abhi to Shakti ki sroovat hai. Ab isme update hota rhega. Ek time esa ayega India Technology ke field mai world mai sbse aage rhega.
Processor ke bad India ko apna Microcontroller develop krna hoga.
Current mai,,, Microcontroller ho ya microprocessor ya koi
doosri smart chip, India ko videsh khreedna pdhta hai.
India mai microprocessor develop krne se Indian electronics companies ko jyda money invest nhi krni pdhegi. Indian companies low price mai India se hi Microprocessor or Microcontroller khreed payegi sath hi iska fayda Indian customer ko bhi hoga.
Shakti microprocessor ka use karke India ab secure embedded system bna skta hai. Isse apne data ko secure kiya ja skta hai.
Electronics क्या है ?
Radiation क्या है ?
Electronics Companies in India
Mobile Phone ko heat hone se kese bchaye
Please share my post link
Thank you very much
No comments:
Post a Comment